Friday, 24 January 2014

MAAHI VE SONG -HIGHWAY

maahi ve song





DESCRIPTION ANDLYRIC OF SONG:

Movie: Highway
Music and Singer: A R Rahman
Lyrics: Irshad Kamil

Dhoop paani pe barash jaaye 
Ye saaye banaaye, mitaaye
Main kahoon, aur tu aa jaayhe, behlaayhe
Har doorih sharmaaye
Tu saath hai, ho din raat hai
Parchhaaiyan batlaaye…


Tu saath hai, o din raat hai
Saaya saaya, maahi ve! maahi ve!
Meri har baat mein saath tu hai
Mahi Ve.. Maahi Ve..
Mere saare haalaat tu
Maahi ve aye aye ye.. o..
Maahi vay aye aye ye.. o..


Haaye sataaye, manaaye, sataaye
Tu.. rulaaye, hansaaye.. bhi tu hi
Humsaaye.. har doori sharmaaye

Tu saath hai, ho din raat hai
Parchhaaiyan batlaaye
Tu saath hai, ho din raat hai
Saaya saya, maahi ve, maahi ve!

Mere sab raaz, kal-aaj, tu hai
Maahi ve.. maahi vay..
Meri har udaan ek tu
Maahi ve aye aye ye.. ..

Ye jeena bhi, naa jeena bhi
Hai dono ka tum se hi vaasta
O.. main hi to hoon tera pataa
Hai doosra naa koi raasta..
Aaye mujh tak wo tum ko jo ho dhoondhta
Meri khamoshiyon mein hai tu bolta
Ye jeena bhi, naa jeena bhi
Jo bhee hua hai wo tum se hua...




                                     CLICK HERE TO FOLLOW OUR PAGE AND LIKE



No comments:

Post a Comment