Nautanki Saala
DESCRIPTION AND LYRICS OF SONG:
Song:
Mera Mann Kehne Laga
Film: Nautanki Saala
Singer/Composer/Lyrics: Falak Shabir
Music Producer: Mikey McCleary
Cast/Actors: Ayushmann Khurrana, Kunaal Roy Kapur
Mera Mann Kehne Lagafull song lyricsFilm: Nautanki Saala
Singer/Composer/Lyrics: Falak Shabir
Music Producer: Mikey McCleary
Cast/Actors: Ayushmann Khurrana, Kunaal Roy Kapur
Tujhse hi to mili hai rahath..
Tu hi to meri hai chahath..
Tujhse hi to judi zindagi
Teri yaadhein hain kuch adhoori
Saans aadhi hai kuch hai poori
Aankhon mein hai kaisi ye nami
Mera mann, kehne laga..
Paas aake na tu door jaa
Choone de, honth tere
Zara saanson mein apni basa aa...
hmmm… hmm.,.
Tujhe apna banha loon
Tujhe tujh se churha loon
Tujhe khud mein chhupa loon, Sahiba!
Ik mujh pe karam ho
Tu hi mera sanam ho
Teri mujh pe nazar ho, Sahiba!
Tu hi to meri hai chahath..
Tujhse hi to judi zindagi
Teri yaadhein hain kuch adhoori
Saans aadhi hai kuch hai poori
Aankhon mein hai kaisi ye nami
Mera mann, kehne laga..
Paas aake na tu door jaa
Choone de, honth tere
Zara saanson mein apni basa aa...
hmmm… hmm.,.
Tujhe apna banha loon
Tujhe tujh se churha loon
Tujhe khud mein chhupa loon, Sahiba!
Ik mujh pe karam ho
Tu hi mera sanam ho
Teri mujh pe nazar ho, Sahiba!
Hmmm…aa….aa aa...
Mar main jaaunga, reh na paauh
Gham judai ka seh na paaun
Aye tujhe pyaar ka vaasta
Teri yaadein hai kuchh adhoori
Saans aadhi hai kuch hai poori
Aankhon mein hai kaisi ye nami
Raat ke chaand tale …
Aagosh mein meri tu aa..
Baahon mein le lo mujhe
Zara sapno mein apne basa
Mera mann, kehne laga…
Paas aake na tu door jaa…
Chhoone de, honth tere
Zara saanson mein apni basa aa….
Mar main jaaunga, reh na paauh
Gham judai ka seh na paaun
Aye tujhe pyaar ka vaasta
Teri yaadein hai kuchh adhoori
Saans aadhi hai kuch hai poori
Aankhon mein hai kaisi ye nami
Raat ke chaand tale …
Aagosh mein meri tu aa..
Baahon mein le lo mujhe
Zara sapno mein apne basa
Mera mann, kehne laga…
Paas aake na tu door jaa…
Chhoone de, honth tere
Zara saanson mein apni basa aa….
All yours comments are welcome here:
No comments:
Post a Comment